Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Ishq ka gunah || love shayari
Bechain dil Aram chahta hai ❤
Jo shakhs inn nigaahon mein hai uska deedar karna chahta hai😍
Anjaan hai iss Safar ae mohabbat se🙄
Ye pehle Ishq ka gunaah karna chahta hai🙈
बेचैन दिल आराम चाहता है❤
जो शख्स इन निगाहों में है उसका दीदार करना चाहता है😍
अनजान है इस सफर ए मोहोब्बत से🙄
ये पहले इश्क़ का गुनाह करना चाहता है🙈
Title: Ishq ka gunah || love shayari
Esa ishq || heart touching shayari || ishq mohobbat
Mein Nazar na aayu wo bechain ho jaye
mein nazar na aayu wo bechain ho jaye…
murshad aisa ishq kisi ko mujse ho jaye….❤️🌹
मैं नज़र न आयूँ वो बेचैन हो जाए
मैं नज़र न आयूँ वो बेचैन हो जाए
मुरशद ऐसा इश्क़ किसीको मुझसे हो जाए….❤️🌹
