Skip to content

InShot_20240910_001615075

Title: InShot_20240910_001615075

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Ye zindagi || Hindi shayari || shayari video

life shayari

Ye zindagi bhut hi azib hai yaaro
Koi maut se darta hai..to koi jite ji marta hai
Har kisiko zindagi se mohobbat hoti hai
Or jivan khone se har kisi ka dil darta hai
Kisi ko hsaati or kisi ko rulati hai je zindagi
Or dil ro ro kar yun hi aanhein bharta hai
Kisi ka shonk ban jati hai or koi gale lgana chahta hai ise…
Lekin nafrat to use ho jati hai is zindagi se
Jo mohobbat kisi se beshumar krta hai..!!

Title: Ye zindagi || Hindi shayari || shayari video


Dhokha wafadari || sad Punjabi shayari

Meri likhi sari shayari teri e
Dhokhe mohobbat di likhi meri kahani teri e
Tere dhokhe karke e kalam mere hathan vich
Onni hai nhi wafadari jinni hai sirf Teri baatan vich ✨💔

ਮੇਰੀ ਲਿਖੀ ਸਾਰੀ ਸ਼ਾਇਰੀ ਤੇਰੀ ਏਂ
ਧੋਖੇ ਮਹੁੱਬਤ ਦੀ ਲਿਖੀ ਮੇਰੀ ਕਹਾਣੀ ਤੇਰੀ ਏਂ
ਤੇਰੇ ਧੋਖੇ ਕਰਕੇ ਆਈ ਏਂ ਕਲਮ ਮੇਰੇ ਹੱਥਾਂ ਵਿੱਚ
ਓਹਨੀਂ ਹੈ ਨਹੀਂ ਵਫ਼ਾਦਾਰੀ ਜਿਨੀਂ ਹੈ ਸਿਰਫ਼ ਤੇਰੀ ਬਾਤਾਂ ਵਿੱਚ ✨💔

Title: Dhokha wafadari || sad Punjabi shayari