Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Alfaaz satya ke
Log bhi aaj kal bahut chakal bante hai
Gulaab ka phool hantho mei rakh hamari or gaanta kar dete hain
Title: Alfaaz satya ke
Jhuthi kasam || sad Hindi shayari
Jaise tumne hath mein waqt ko roka ho
Sach to ye hai tum bas ankhon ka dhokha ho
Isi liye to tum sabse jada bhaati ho
Kitne sache dil se jhuthi kasam khati ho..🙂
जैसे तुमने हाथ में वक्त को रोका हो,
सच तो ये है तुम बस आंखों का धोखा हो,
इसी लिए तो तुम सबसे ज्यादा भाती हो,
कितने सच्चे दिल से झूटी कसम खाती हो..🙂



