Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Nasha || two line hindi shayari
Nasha pila ke girana to sbko aata hai
Maza to tb aaye jb girto ko tham le galib
नशा पिला के गिराना तो सबको आता है
मज़ा तो तब आये जब गिरतों को थाम ले गालिब
Title: Nasha || two line hindi shayari
phir kaheen se dard || 2 lines dard hindi status
phir kaheen se dard ke sikke milenge,
ye hathelee aaj phir khujala rahee hai..
फिर कहीं से दर्द के सिक्के मिलेंगे,
ये हथेली आज फिर खुजला रही है..
