Gulab🥀🧿 || love Hindi shayari || pyar izhaar shayari was last modified: December 27th, 2022 by Kirti Raheja
“SAPNO MEI THI TUM RAAT BHAR,
TUMHARI YAADON KA BOHOT HUA ASAR,
BEKAAR THE WO DIN,
BITAYE JO MAINE TERE BIN,
UTHNE KA AB MANN NAHI KARTA,
HAR ROZ YE DIL HAI AB MARTA,
SHAAM KO TERI ZULFE YAAD AA JAATI,
KAASH TU BHI KABHI MERI HO PAATI,
TOD DI TUNE MERI YE CHAHAT,
KABHI NAHI DE PAAYI TU MUJHE RAHAT,
AB TO NEEND KO BHI DIYA HAI TAAL,
PHIR SE BITANA PADEGA TERE BINA EK AUR SAAL………….”
Teri zindagi ch dukha nu mein aun na dewa
Tere vehde vich khushiya bikher dwangi..!!
Tere berang din jo beet rahe ne
Intezaar kar mera mein samet lwangi🤗..!!
ਤੇਰੀ ਜਿੰਦਗੀ ‘ਚ ਦੁੱਖਾਂ ਨੂੰ ਮੈਂ ਆਉਣ ਨਾਲ ਦੇਵਾਂ
ਤੇਰੇ ਵਿਹੜੇ ਵਿੱਚ ਖੁਸ਼ੀਆਂ ਬਿਖੇਰ ਦਵਾਂਗੀ..!!
ਤੇਰੇ ਬੇਰੰਗ ਦਿਨ ਜੋ ਬੀਤ ਰਹੇ ਨੇ
ਇੰਤਜ਼ਾਰ ਕਰ ਮੇਰਾ ਮੈਂ ਸਮੇਟ ਲਵਾਂਗੀ🤗..!!