Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Apne || two line hindi shayari || true lines
Zara si baat par na chod apno ka daman✖️
Kyunki zindagi beet jati hai apno ko apna banane mein ✌️
जरा सी बात पर न छोड़ अपनों का दामन, ✖️
क्योंकि जिंदगी बीत जाती है अपनों को अपना बनाने में।✌️
Title: Apne || two line hindi shayari || true lines
Sad hindi heart broken shayari || vo hame

or hum nadaan unki khushi ke liye
istemaal hotey rahe
vo karte rahe raat bar
kisi aur se baate
aur hum bekhabar unki
yaado ko takkiya bana kar
saote rahe
