Skip to content
Gurbani quotes || gurbani || waheguru



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Shayaro ki mehfil m bhi mera Naam hai….

Tu chhd ke gayi hai,

Kitno ki luti sham hai.

Jane kitno ke dil tode hai,

Tera yhi to ek Kaam hai.

Kehti thi kamyab na hoga kabhi;

Mere ishq ka imtihan lete the sabhi.

Arey ek dafa Nazar ghumake dekh meri jaan,

Ab to shayaro ki mehfil m bhi mera Naam hai….

Hiral Singh

Title: Shayaro ki mehfil m bhi mera Naam hai….


Bahut bahut shukriya || alone hindi shayari

BAHUT BAHUT SHUKRIYA || ALONE HINDI SHAYARI
Bahut bahut shukriya tera mujhe ishq ka marz karne ke liye
or mubarak ho tumhe mera naam mardo me darj karne ke liye
arey tu hi hai jo mujhe khaali
samay me bhi yaad nahi karti
or mai waqt dhoondta hu beeti yaado par kharch karne ke liye