Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Kaunsa Pyaar || hindi shayari || Mohobat
Jazbat nahi bayan hai humara
Alfaaz nahi arzoo hai humari
Chaahat ki wajah diwanagi nahi
Ehsaas ki bina ashiqi nahi
Lihaaz rakhna iss dil ka
Kyunki mohobaat ke bina woh mukamal hi nahi
Title: Kaunsa Pyaar || hindi shayari || Mohobat
Haste huye chehre || true one line life shayari
Duniya ki najro me bhut khush hain hum haste huye chehre aksar dard chupaya karte hain😌
दुनिया की नजरो में बहुत खुश हैं हम हंसते हुए चेहरे अक्सर दर्द छुपाया करते हैं😌
