Enjoy Every Movement of life!
Hamne to pyar bhi itni siddhat se kiya tha unko,
Ki vo mashoor hai aaj saare jamane me,
Or hum lage hai unke diye ghaow mitane me..
Tera_Rohit…✍🏻
kaise bhula doon us bhoolane vaale ko main,
maut insaanon ko aatee hai yaadon ko nahin..
कैसे भुला दूँ उस भूलने वाले को मैं,
मौत इंसानों को आती है यादों को नहीं..
