Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Khushi tumse baat karke hoti hai || love hindi shayari
MUJHE PURE DIN MEIN SABSE JADA KHUSHI
TUMSE BAAT KARKE HOTI HAI ❤️
मुझे पूरे दिन में सबसे ज्यादा खुशी
तुमसे बात करके होती है ❤️
Title: Khushi tumse baat karke hoti hai || love hindi shayari
Mohobbat aajmana shod diya || sad but true shayari
Badlati raahon se ruthkar humne, aana jana shod diya..
Ab kaanto se ghire in foolon se, dil lgana shod diya..
Zehar se ishq se tauba kar li, bhara paimana tod diya..
Ab bewafa ishq ki galiyon mein, mohobbat aajmana shod diya….🙌
बदलती राहों से रूठकर हमने, आना जाना छोड़ दिया..
अब कांटों से घिरे इन फूलों से, दिल लगाना छोड़ दिया..
ज़हर से इश्क से तौबा कर ली, भरा पैमाना तोड़ दिया..
अब बेवफा इश्क की गलियों में, मोहब्बत आजमाना छोड़ दिया….🙌
