Skip to content

Hamari bhi Kahani || sad shayari hindi

Bnkr reh gyi humari bhi kahani!!

Tute dil ki abhi hai nishani..

Bs kr aur mt tadpa!!

Bhul ho gyi humse..

Tujhe bnakr apni zindgani 

Koshish rhegi ab tujhse dur Jane ki..

Ab dubara kisi se dil mt laygo kyuki tere ander chaht nhi h rishta nibhane ki..

Title: Hamari bhi Kahani || sad shayari hindi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dhadkane tumhari wafadar hain || beautiful hindi shayari

Hath thaam kar sath nibhane ki batein bhi yaad aati hai
Beete har lamhe mein har lamha talabgar hai🙃
Dil to aaj bhi mere pass hai,
Lekin dhadkne aaj bhi tumhari wafadar hai❤️🤞

हाथ थाम कर साथ निभाने की बातें भी याद आती हैं,
बीते हर लम्हे में हर लम्हा तलबगार है…🙃
दिल तो आज भी मेरे पास है,
लेकिन धड़कने आज भी तुम्हारी वफादार है…❤️🤞

Title: Dhadkane tumhari wafadar hain || beautiful hindi shayari


Baarish ki pehli boond || ehsas love shayari hindi

Wo baarish ki pehli boond aaj bhi mujhe bhigati h..

Teri aad hmesha mujhe rulati h..

Tere na hone ka ehsaas har pal mujhe stati h…

Meri tnhai mujhe hmesha tere hone ka ehsaas dilati h..

Safar bhaot chhoti thi tere sath .

Par aaj bhi mere raste tujhe hi apna sathi btati h..

Title: Baarish ki pehli boond || ehsas love shayari hindi