
for all the love you’ve given men this year,
thank you for giving me
so much to be grateful for.
Happy New Year
Enjoy Every Movement of life!

Mujhe bhi yaad rakhna jab likho tareekh wafa ki
Mene bhi lutaya hai mohobbat mein sukoon apna🙃
मुझे भी याद रखना जब लिखो तारीख वफ़ा की
मैंने भी लुटाया है मोहब्बत में सकूँ अपना🙃
Faasle aur duriyan bhi ek misaal hai, Whatsapp ke zamaane mein Khat likhna bhi Kamaal hai, Agar Maksad hi ho sirf baato ko pahuchana, Toh yaaro Dilo ka connection bhi Bemisaal hai😉😉.