
Happy New Year
Enjoy Every Movement of life!

Bahut roya wo mere pass aa kar
jab use apni galti ka ehsaas hua
chup ham bhi Kara lete agar
hamare chehre par kafan na hota
Paas nahi ho fir bhi tumhe pyaar karte hai
dekhkar tasveer tumaahri tumhe yaad karte hai
dil me itni tadap hai
ke har waqt tere milne ki fariyaad karte hai
पास नही हो फिर भी तुम्हे प्यार करते हैं,
देखकर तस्वीर तुम्हारी तुम्हे याद करते हैं,
दिल में इतनी तड़प है,
के हर वक्त तेरे मिलने की फरियाद करते हैं! 💘