Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
rabb banayi baithi hain apne yaar nu
Ek din main puchh baithi rabb nu, Kyun dushman banaya baitha hain pyaar da,
Rabb ne mainu jawab ditta,Tu vi taa rabb banayi baithi hain apne yaar nu.
Title: rabb banayi baithi hain apne yaar nu
nazar ka nazar se saccha ikraar || Hindi shayari
Jeevan mein ek baar sabhi ne kiya hai pyar,
Kuchh ne darr kar kuchh ne josh mein kiya izhaar,
Magar bina bole jab do dil keh jaye dil ki baat,
Vahi hai nazar ka nazar se saccha ikraar.

