Skip to content

Haqeeqat kahe to || Love Shayari in Hindi

हकीकत कहो तो उन्हें ख्वाब लगता है,
शिकवा करो तो उन्हें मज़ाक लगता है,
कितनी शिद्दत से हम उन्हें याद करतें हैं,
एक वो हैं जिन्हें ये सबकुछ मजाक लगता है

Title: Haqeeqat kahe to || Love Shayari in Hindi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Yaadein chodd do || Hindi shayari

Pyaar karo ya na karo,
Saath raho ya na raho,
Bas yaadein hamare liye chodd do,
Chahe aitbaar karo na karo.❣️

Title: Yaadein chodd do || Hindi shayari


Yaad hai ?

Yaad hai wo raat jbb humne tumhe

chaand aur khud ko Tara kaha tha

Hazaar dafa tutne ko taiyaar the jbb

Tumhe khudko humara kaha thaa

Aur humne tumhre jaane ka gam nhi kiya

Kyunki tumne jaane ki wjh khud ko

Kisi ka sahara kaha tha….

~priyanshi pathak

Title: Yaad hai ?