Chehra dekh kar nahi jaan paoge haqeeqat meri..
Kahi pathar kahi moti to kahi aayina hu mein…!!😊
चेहरा देख कर नही जान पाओगे हक़ीक़त मेरी….
कहीं पत्थर कहीं मोती तो कहीं आईना हूँ मैं…!!😊
Chehra dekh kar nahi jaan paoge haqeeqat meri..
Kahi pathar kahi moti to kahi aayina hu mein…!!😊
चेहरा देख कर नही जान पाओगे हक़ीक़त मेरी….
कहीं पत्थर कहीं मोती तो कहीं आईना हूँ मैं…!!😊
Tujhe yaad nahi aati meri ye baat sach hai tujhe yaad nahi aati meri yr baat sach hai, Tujhe hichkiya nahi aati ye tu jhoth bol raha hai.
Najane khudse khud hi q Hai khafa
Jeene Ki umeede chod di kitni dafa
Apne sb ho rhe yaha bewafa
Maut se v yeh guzarish Ah jaa tu ek dafa
Raate kitne kaat te khayalaato me
Dekhte bin soye sapne hum kitne
Chot itne she Hai ab tak Ki she Ni honge kisi ne v utne
Har gum ko dabalete U Ki koi gum hi Ni
Zinda toh h fir v lgta khud me zinda toh hum v ni
Hai yeh Jahan or Apne saare
Fir v hum toh U baithe haare haare
Bdi khubsurat h Teri Kripa
Uparwale waah re