Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Badal lo khud ko || sad but true || hindi shayari
Aaj dil ne kha ab badal lo khud ko kab takk dusro ko badlate dekhoge 💯
आज दिल ने कहा अब बदल लो खुद को
कब तक दूसरों को बदलते देखोगे💯
Title: Badal lo khud ko || sad but true || hindi shayari
Laila aur majnu si mohobbat || true line shayari || sad but true
Khuda ke saamne dil se ibadat kon karta hai
Tiranga hath mein lekar shahadat kaun karta hai
Ye kasmein aur vade char din mein toot jate hain
Vo laila aur majnu si mohobbat kaun karta hai 💯🙃
खुदा के सामने दिल से इबादत कौन करता है
तिरंगा हाथ में लेकर शहादत कौन करता है
ये कसमें और वादे चार दिन में टूट जाते हैं
वो लैला और मजनूं सी मोहब्बत कौन करता है।💯🙃
