Skip to content

Har kaamyabi ke piche || true line shayari

Har kaamyabi ke piche
Aurat ka hath chipa hota hai
Har fauji ke naam piche
Maut ka kaal chipa hota hai
Har sangeet ke piche
Sur aur taal chipa hota hai
Agar achi batein kar leta hu to
Har shayar ke piche ek kayar chipa hota hai..:-)

ਹਰ ਕਾਮਯਾਬੀ ਕੇ ਪਿੱਛੇ 
ਔਰਤ ਕਾ ਹੱਥ ਛਿਪਾ ਹੋਤਾ ਹੈ
ਹਰ ਫ਼ੌਜੀ ਕੇ ਨਾਮ ਪਿੱਛੇ
ਮੌਤ ਕਾ ਕਾਲ ਛਿਪਾ ਹੋਤਾ ਹੈ
ਹਰ ਸੰਗੀਤ ਕੇ ਪਿੱਛੇ 
ਸੁਰ ਔਰ ਤਾਲ ਛਿਪਾ ਹੋਤਾ ਹੈ
ਅਗਰ ਅੱਛੀ ਬਾਤੇ ਕਰ ਲੇਤਾ ਹੂ ਤੋ
ਹਰ ਸ਼ਾਇਰ ਕੇ ਪਿੱਛੇ ਇਕ ਕਾਇਰ ਛਿਪਾ ਹੋਤਾ ਹੈ..:-)

Title: Har kaamyabi ke piche || true line shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Shabab si zindagi || two line shayari || hindi shayari

Jab se jana hai khud ko sfa mehtaab si ban gayi hai
Fizool nahi zindagi to shabab si van gayi hai❤️..!!

जब से जाना है खुद को सफा मेहताब सी बन गई है
फ़िज़ूल नहीं ज़िन्दगी तो शबाब सी बन गई है❤️..!!

Title: Shabab si zindagi || two line shayari || hindi shayari


Yaad vo aaya hai barsaat ki trah || two line hindi shayari

Yaad vo aaya hai barsaat ki trah,
Baat karne mein chehkta tha jo koyal ki trah..

याद वो आया है बरसात में बादल की तरह,
बात करने में चहकता था जो कोयल की तरह।

Title: Yaad vo aaya hai barsaat ki trah || two line hindi shayari