Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Pichhle baras tha khof || 2 lines hindi shayari
Pichhle baras tha khof ki tujhe kho na du,
Abb ke baras yeh dua hai ki tera saamna na ho….
Title: Pichhle baras tha khof || 2 lines hindi shayari
Hum kitne pagl || sad but true || sad hindi shayari
Zuban pe fool dil mein khanjar chipaye baithe hai
Hum kitne pagl hai unko khuda bnaye baithe hain🍁
जुबान पे फूल दिल में खंजर छिपाए बैठे है
हम कितने पागल है उनको खुदा बनाए बैठे है🍁
