Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Uske bagair poori zindagi || sad shayari || two line shayari
Vo jiske bina 🥺 ek din nhi guzrta tha na yaaro
Ab se uske bagair poori zindagi guzarni hai 🥺
वो जिसके बिना 🥺 एक दिन नही गुजरता था ना यारों
अब से उसके बगैर पूरी जिन्दगी गुजारनी है 🥺
Title: Uske bagair poori zindagi || sad shayari || two line shayari
Two line hindi shayari || zindagi shayari
Zindagi ek aayine ki tarah hoti hai jab ham muskurate hai tab zindagi bhi muskurtee hai 😊
Maine apni zindagi se ye sabk sikha hai
jo tumhe na smjhe use nazarandaaj krdo🙌
Main zindagi se jaayda khawahish nahi rkhti
bas Mera agla kadam pehle se behtreen ho 😊
