Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Waqt naa tha || no time shayari
Waqt na tha tumhe samjhane ka
pyaar to bahot karti hu ,par waqt hi
nahi tumhe jatane ka…………
Title: Waqt naa tha || no time shayari
Kaise dekhu kisi aur ki taraf || love hindi shayari
Kisi or ki taraf nazar kaise karun
unhe jo chahiye uss per to hukumat
tumhari hai… ❤️
किसी और की तरफ़ नज़र कैसे करूँ
उन्हें जो चाहिए उस पर तो हुकूमत तुम्हारी है…❤️

