
Hauli hauli zindagi vi nikal jayegi..!!

Nazar ko nazar 👀ki khabar na lage
Koi ascha bhi is kadar na lage😉
Aapko😇 dekha hai bas us nazar se
Jis nazar 👀se aapko 💕 nazar na lage..
नज़र को नज़र 👀की खबर ना लगे
कोई अच्छा भी इस कदर ना लगे😉
आपको😇 देखा है बस उस नज़र से
जिस नज़र👀 से आपको💕 नज़र ना लगे।
ashq bheege raat sunehri khyaal begane
uski chahat me likhe h sb afsaane
khwaboon ki chadr aurre howe
yeh bekhud se ahbaab hamare
essa kya howa jo shyr howe
kese bne tm drd k maare
riwayat h logoon ki bichar jaane ki
younhi badnaam howe raqeeb saare
koi ilaaj nhi ab iss mrz ka
sadaa bahar rahe bs dil hamare
saaqi pilaao aaj subh hone tk
bikhar rahe h sb gum naam sitaare