Skip to content

Hauslon ki udaan || two line hindi shayari

Hauslon ki udaan se khud ko buland kar itna
Aaftaab mein chamak hai jitna 🤞✨

हौसलों की उड़ान से खुद को बुलंद कर इतना
आफताब में चमक है जितना 🤞✨

Title: Hauslon ki udaan || two line hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Mohobbat || hindi shayari

Haule haule koi yaad aaya karta hai🙈
Koi meri har saans ko mehkaya karta hai😇
Us ajnabi ka har pal shukriya ada karte hain🙏
Jo is nacheez ko mohobbat sikhaya karta hai❤

होले होले कोई याद आया करता है,🙈
कोई मेरी हर साँसों को महकाया करता है,😇
उस अजनबी का हर पल शुक्रिया अदा करते हैं,🙏
जो इस नाचीज़ को मोहब्बत सिखाया करता है❤

Title: Mohobbat || hindi shayari


Meri adhuri mohabbat

Batein toh tab hua karti thi batein toh abb bhi hoti hai magar fark sirf itna hai pehle ki gayi baaton mein raatein na hoti thi magar abb ki gayi baaton mein aksar raatein hojati hai 🥺

Title: Meri adhuri mohabbat