Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Nazariya
Kaash aap samajh paate
Ke maslaah mujhme nahi
Balki aapke mujhe dekhneke
Is Nazariye me hai
Agar aap ise badalde tohh
Shayad mere saath
Aapko duniya bhi acchi lagne lage.
~sjink
Mohobbat ne kya karwat badli || two line shayari || hindi shayari
Mohabbat ne kya khub karwat badli
Ab Farak usse bhi nahi padta aur yaad hme bhi nahi aati…🥀🥀🥀
मोहोब्बत ने क्या खूब करवट बदली
अब फर्क उन्हें भी नहीं पड़ता और याद हमें भी नहीं आती…🥀🥀🥀

