
dil to tuta tha he.. use ab chur chur bhi kar diya..
fark nh padta ki aap logo ne ye kya kar diyaa..
bas afsos yeh reh gaya ki sabne mujhe akela chor diya

FURSAT TO ITNI BHI NAHI TUMHE KE KHAIRIYAT POOCH LO
YOUN SHOEBA SAFAR ZINDAGI KA TAKHAIYYUL MAIN TERE KABHI KHATM HO GA NAHI
فرصت تو اتنی بھی نہیں تمھیں کہ خیریت پوچھ لو
یوں شعیبہ سفر زندگی کا تخیّل میں تیرے کبھی ختم ہوگا نہیں
agar in aansooon kee kuchh keemat hotee,
to kal raat vaala takiya arabon mein bikata…
अगर इन आंसूओं की कुछ कीमत होती,
तो कल रात वाला तकिया अरबों में बिकता…
If these tears had some value,
then last night’s pillow was sold in billions…