Skip to content

Heart Broken shayari hindi || teri meri

TERI MERI RAHE ALAG HO CHUKI MERI KISMAT BHI MUJHSE RUTH GYI OR PHENKER SADHI KA LAAL JODA TU KISI OR KI JAAN BAN GYI MERI MOHHABAT KI KHANI TO AJAK BAN GYI AB TO AFSOS HOTA H MUJHA ASA  KHUD K HONE PER MERA HAAL DEKHKER TO KABR M PADI LAASH BHI ROO PADI

Title: Heart Broken shayari hindi || teri meri

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Pyara dost || Hindi shayari on dost

Aasman se Tod kar sitara diya hai,
Aalam-e-tanhaai mein ek sharara diya hai❤️
Meri kismat bhi naaz karti hai mujpe
Khuda ne dost hi itna pyara diya hai🥰

आसमान से तोड़ कर सितारा दिया है,
आलम-ए-तन्हाई में एक शरारा दिया है,❤️
मेरी किस्मत भी नाज़ करती है मुझपे,
खुदा ने दोस्त ही इतना प्यारा दिया है।🥰



Hindi shayari || dard shayari

Dard bankar dil mein chupa kon hai
Reh reh kar ismein chubhta kon hai
Ek taraf dil hai aur ek taraf aayina
Dekhte hai is baar pehle toot ta kon hai💔

दर्द बन कर दिल में छुपा कौन है,
रह रह कर इसमें चुभता कौन है,
एक तरफ दिल है और एक तरफ आइना,
देखते है इस बार पहले टूटता कौन है💔

Title: Hindi shayari || dard shayari