Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mohabbat ke shartein
Meri zulfon ke gehro mein sukoon mile toh kehna,
Lambi si raatein ab mere saath choti lagne lage toh kehna,
Aur mujhse door rehkr bhi, mujhi si pyaar kr sako toh kehna..
Kyunki iss baar mohabbat nibha pao toh hi rehna.
Title: Mohabbat ke shartein
Dard || sad but true || hindi shayari
Dard dene wala bhi bhut kuch sikhakar jata hai
Or agar dard mein likhna sikh lo to vo dwa ban jata hai..!!
दर्द देने वाला भी बहुत कुछ सिखाकर जाता है
और अगर दर्द में लिखना सीख लो तो वो दवा बन जाता है..!!
