Skip to content

Hindi judaa shayari || maut se pahale

maut se pahale bhee ek maut hotee hai,
dekho jara tum juda hokar kisee se..

मौत से पहले भी एक मौत होती है,
देखो जरा तुम जुदा होकर किसी से..

Title: Hindi judaa shayari || maut se pahale

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Jo bovoge || Shayari Attitude💯🔥

jo bovoge, vhi to paoge..,
jl-jl ke mr jaoge…😅
Pr mera kuchh na “bigaad” paoge….😈💯🔥

✍🏻Ak_Pal

Title: Jo bovoge || Shayari Attitude💯🔥


Ek taraf kua ek taraf khaayi || Hindi shayari

Meri mehfilo ki chahat, mujhe itna door le aayi hai..
Ke mehfilein talash karne mein, apno se dooriyan badh aayi hain..
Ab na apne hain na mehfilein, bas mein aur meri tanhaai hai..
Ab jate huye vapis dar lagta hai, ek taraf kua aur ek tarf khaayi hai…

मेरी मैहफिलों की चाहत, मुझे इतना दूर ले आई है..
कि मैहफिलें तलाश करने में, अपनों से दूरियां बढ़ आई हैं..
अब ना अपने हैं ना मैहफिलें, बस मैं और मेरी तनहाई है..
अब जाते हुए वापस डर लगता है, एक तरफ कुआं और एक तराफ खाई है….

Title: Ek taraf kua ek taraf khaayi || Hindi shayari