
Kisi ne koshish bhi naa ki , sab kehte rahe is me akad bahut hai …
Enjoy Every Movement of life!

Kisi ne koshish bhi naa ki , sab kehte rahe is me akad bahut hai …

Dil to yu hi badnaam hai janaab
Mohabbat to in aankho ki naadani hai.
Ye to nazre milane se nazre churaane tak ka safar hai
Do chahne walo ki ye adhoori kahani hai… 🥀
दिल तो यूँ ही बदनाम हैं जनाब
मोहब्बत तो इन आँखों की नादानी हैं
ये तो नज़रें मिलाने से नज़रें चुराने तक का सफ़र हैं
दो चाहने वालों की ये अधूरी कहानी हैं!! 🥀