Skip to content

Hindi shayari || sad but true lines

Zindagi Jal Gaye lakin..!!
Jiska ehasas be nahi Hua..,,,
Naubat ya be the ka.,,
Dhua be Nahi Hua..,,,
Chala thy kaagaz uthana raakh mai…,,o be na Hua..,,
Jo imarat mere the uska naam be nahi Hua!!!!!!!!

Title: Hindi shayari || sad but true lines

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


आपकी यादें… || Hindi love shayari – 2 lines only

कभी मिलो तो बताऊ कैसे तड़पाती है~~ आपकी यादें….
दिल से धड़कन निकाल ले जाती है~~ आपकी यादें..।।

Kabhi milo to batau kaise tadapti hai .. Aapki yaade…
dil se dhadkan nikal le jaati hai … aapki yaade..||

Title: आपकी यादें… || Hindi love shayari – 2 lines only


Ek Swaal ? Mohabbat Kya hai

Ek swaal || mohobat kya hai? hindi shayari on mohobat
Ek swaal…
Mohabbat kya hai?
Kaisi Hogi?
Bas ek sawal tha mere liye
Magar Jab maine tumhe pehli baar
dekha
Toh mujhe mere sawalon ka jawaab Mil Gaya