Start with hope…🍁
To make your end hopeful…🍁
Enjoy Every Movement of life!
Start with hope…🍁
To make your end hopeful…🍁
Kuch lafz na milenge
Is Nabaz ke tham jane Tak
Ke kya kaha jaye
Aur kis andaaz me❤️
कुछ लफ्ज़ न मिलेंगे
इस नब्ज़ के थम जाने तक
कि क्या कहा जाए
और किस अंदाज़ में❤️
Itni Muddat Baad #Gazal#
Itni Muddat Baad Mile Ho
Kin Socho Mein Gum Rahate Ho
Tez Hawaa Ne Mujh Se Puchaa
Ret Pe Kya Likhte Rehte Ho
Kaun Si Baat Hai Tum Mein Aisi
Itne Achchhe Kyon Lagte Ho
Hum Se Na Poocho Hijr Ke Qisse
Apni Kaho Ab Tum Kaise Ho!