Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Raat gumshum si hai
"Raat k andehere main kuch toh shore macha rha h jo na hokar bhi itna kyu yaad aarha h dil ki shikayte or khamoshi zubaan pe aati nhi h bas ye gehri sanaate main khota jaa rha hun ye raat bhi gumshum si h jo mere ander ki shore chupa rha h
“
Title: Raat gumshum si hai
Sabka hisaab hai || two line Hindi shayari
Lakh thokren kha kar aaj kamyaab hai
kab kon khan badal gya sabka hisaab hai ✨
लाख ठोकरें खाकर आज कामयाब हैं
कब कौन कहां बदल गया सबका हिसाब है ✨