Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Imtehaan aa gya || shayari
Ye kaisa bawaal aa gaya,
Jeete ji marne ka sawaal aa gaya,
Chaaha to sirf tumhi ko tha,
Phir bhi tumse bichadne ka imtehaan aa gaya.
Title: Imtehaan aa gya || shayari
Jaane walon ne sikhaya || sad but true shayari || two line sad shayari
Jaane walo ne yeh sikhaya hai ki
aane walo ko aaukat mein rakhna..🙃
जाने वालों ने ये सिखाया है कि
आने वालों को औकात में रखना..🙃

