Skip to content

How to be Alone Shayari punjabi || Chup rehna sikh

Chup rehna sikh liya dukh sehna sikh liya
tere bina asin ikale rehna sikh liya

ਚੁੱਪ ਰਹਿਣਾ ਸਿੱਖ ਲਿਆ ਦੁੱਖ ਸਿਹਣਾ ਸਿੱਖ ਲਿਆ
ਤੇਰੇ ਬਿਨਾ ਅਸੀਂ ਇਕੱਲਾ ਰਹਿਣਾ ਸਿੱਖ ਲਿਆ

Title: How to be Alone Shayari punjabi || Chup rehna sikh

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Duniya farebi 🔥✍️ || sad but true lines || hindi shayari

Hindi shayari || Likhi✍️ Jo Najam Dil❤️ A Dard Ki HaiTu Iski Likhawat Pr Mat Ja🤗❌Duniya🌎 Ye Farebi Hai, SahirTu Iski Dikhawat Pr Mat Ja💯✅✅
Likhi✍️ Jo Najam Dil❤️ A Dard Ki Hai
Tu Iski Likhawat Pr Mat Ja🤗❌
Duniya🌎 Ye Farebi Hai, Sahir
Tu Iski Dikhawat Pr Mat Ja💯✅✅

Title: Duniya farebi 🔥✍️ || sad but true lines || hindi shayari


Akele raste || raaste shayari hindi

Kbhi kbhi raste rukne ke hote h
Kon kehta h piche mud ke na dekh
Piche mud nazar utha
Un chehron ko dekh jinme jhuriya jhalak rahi h 
Ankhen Taras rahi h
Sicha h jisne tujhe Umar bhar
Woh hath uth rahi h
Dil mein bas jiske dua h
Woh paaon badh rahi h
Tham le hath un Kapti hathon ka
Jo tujhe banane ke liye khud ko Khote h
Kbhi kbhi raste mudne ke hote h
Kbhi kbhi raste rukne ke hote h
 

Title: Akele raste || raaste shayari hindi