Skip to content

Hum intezaar Karte Karte Thak Gaye unka

Is Shayari Ka Maatlaab Aese Hai Ki(Ek Shaksh ne Ek Ladki Se Mohabbat Ki Lekin Usse Kaabhi Khe Na Paya. Magar Ek Dusre Ladke Ne Usse Ishaar Kar Diya Aur Uss Ladki ne Bhi Usse Mohabbat Karli.Aur Ye Shaksh Akela Reh Gaya To Usne Ye Shayari Padhi.`


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Apke siva || only love and love

Apke bina kisi ko do pal bhi de,

Iski izazat dil hume nahi deta.!

Aur apne soch bhi kaise liya.?

ki hum dil se bagavat kar jayenge.!

Apke siva,  kisi aur ke naam apni zindagi kar jayenge.!

_prajakta patil

Title: Apke siva || only love and love


Love hindi shayari || Hindi shayri || two line shayari

Vo mera kon hai maloom nhi hai lekin
Jab bhi milta hai pehlu mein jgah deta hai🥰

वो मेरा कौन है मालूम नहीं है लेकिन,
जब भी मिलता है तो पहलू में जगा देता है।🥰

Title: Love hindi shayari || Hindi shayri || two line shayari