Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
mohabbat
Chalo man liya tumhe humse mohabbat nahi hai,
fir hamari aankhon mein dekhne se itna katrate kyu ho,
Maana kabhi izhar nhi Kiya tumne,
Lekin Hume dekh ke hamesh muskurate kyu ho,
Title: mohabbat
Har Dil Mein Umang Bhar Deti Hai
शायरी हर दिल में,
उमंग भर देती है
जो कभी बे-रंग थे, उन दिलों में भी,
मोहब्बत के रंग भर देती है
Shayari Har Dil Mein,
Umang Bhar Deti Hai
Jo Kabhi Berang The, Un Dilon Mein Bhi,
Mohabbat Ke Rang Bhar Deti Hai.

