Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Kya likho teri yaado me || Hindi sad and love shayari

ab to dard bhi nahi mere alfaazo me
tu taaro se poochhti hai haal mera
arey wo bhi ro padtey hai mere halaato pe
Ek sakhsh hai || beautiful lines || Hindi shayari
Hajaron khamiyan hai mujhme
Aur mujhe malum bhi hai….
Par ek saksh hai
Nasamajh,
Mujhe behtareen kehta hai…!!❤️
हजारों खामियां है मुझ में ,
और मुझे मालूम भी हैं ….!
पर एक शख्स है
नासमज,
मुझे बेहतरीन कहता है….!❤️

