Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mohobbat ka Dard || sad but true || Hindi shayari
Har koi mera ho jaye ayesi meri taqdeer nahi …
Mai wo shisha hu jiski koi tasveer nahi ..🙌.
Dard se hai rishta Mera khushiyan mujhe naseeb nahi ..
Mujhe bhi koi yaad kare main itna khushnaseeb nahi..💔💯
Title: Mohobbat ka Dard || sad but true || Hindi shayari
Tumhare jane ki zid || sad but true
Waqt ko baaton mein uljhana aata tha humein
Agar zid tumhari jane ki na hoti✨
वक़्त को बातो में उल्ज़ाना आता था हमे
अगर जिद तुम्हारी जाने की न होती✨
