Scenery is fine but human nature is finer.
Enjoy Every Movement of life!
Scenery is fine but human nature is finer.
Hmare chote paron se na karo hmare sapno ki pehchaan
Us aasmaa se bhi uchi hai humare haunslon ki udaan ✌️
हमारे छोटे परों से न करो हमारे सपनो की पहचान
उस आसमां से भी ऊंची है हमारे हौसलों की उड़ान✌️
Aaj uski yaad ne phir rula diya,
Kaisa hai yeh chehra jisne yeh sila diya,
Do lafz likhne ka salika na tha
Uski yaad ne mujhe shahar bana diya