Skip to content

humnava mere || whatsapp video status || hindi song || jubin nautiyal

hindi song || whatsapp video status || hindi shayari

tu sath ho jab har kadam mein mere
charon aur andhera bhi roshan din sa lagta hai..!!
duriyan na de e dilbar mujhe tu
tere bin jina ab na mumkin sa lagta hai..!!

Title: humnava mere || whatsapp video status || hindi song || jubin nautiyal

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Urdu Ghazal or Shayari

 

صرف ایک ملاقات بھی ایسی نہیں ہو سکتی کیا تجھ سے میری
جو تا عمر مجھے لگے کہ گزشتہ روز ہی کی تو یہ بات ہے میری

SIRF EK MULAAQAAT BHI AISI NAHI HO SAKTI KYA TUJH SE MERI

JO TAA UMAR MUJHE LAGE KE GUZISHTA ROZ HI KI TO YEH BAAT HAIN MERI

Title: Urdu Ghazal or Shayari


Tumhe paane ki dua || love hindi shayari

Tumhe chaha to kya khata ki hmne 
Ek tere liye duniya bhula di hmne
Fir bhi tum rakhte ho sikayat hmse
Sajdo me tumhe paane ki dua ki hmne❣️

तुम्हे चाहा तो क्या खता की हमने
एक तेरे लिए दुनियां भुला दी हमने
फिर भी तुम रखते हो शिकायत हमसे
सजदों में तुम्हे पाने की दुआ की हमने❣️

Title: Tumhe paane ki dua || love hindi shayari