Skip to content

Humne bhi kisi sham guzar jana hai || sad hindi shayari

Ek Muddat se ujadte hi chale aaye Hain
Ek Lamhe mein kahan hamen Savar jana hai
Jis tarah din Kate Raat bhi gaya hathon se
Is tarah humne bhi kisi sham Gujar jana hai💯

एक मुद्दत से उजड़ते ही चले आये हैं
एक लम्हे में कहाँ हमें सवर जाना है
जिस तरह दिन कटे रात भी गया हाथों से
इस तरह हमने भी किसी शाम गुज़र जाना है💯

Title: Humne bhi kisi sham guzar jana hai || sad hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Yaad aate ho || Urdu shayari || Hindi shayari

MASRUFIYAT MAIN JAB YAAD AATE HO KYA KAHOO G GHAZAB KARTE HO

HA LEKIN MASLA YEH TUMHAIN TO BA-AASAANI SAMAJH AAYE GA NAHI

مصروفیت میں جب یاد آتے ہو کیا کہوں جی غضب کرتے ہو
ہاں لیکن مسئلہ یہ تمھیں تو بآسانی سمجھ آئے گا نہیں

Title: Yaad aate ho || Urdu shayari || Hindi shayari


apne aap to guwaach gaye || punjabi ghaint shayari

jaroorat si pyaar di
yaar guwaach ho gaye
labhde labhde dil da haani
asi apne aap ton guwaach gaye

ਜ਼ਰੂਰਤ ਸੀ ਪਿਆਰ ਦੀ
ਯਾਰ ਗੁਆਚ ਹੋ ਗਏ
ਲੱਭਦੇ ਲੱਭਦੇ ਦਿਲ ਦਾ ਹਾਣੀ
ਅਸੀਂ ਆਪਣੇ ਆਪ ਤੋਂ ਗੁਆਚ ਹੋ ਗਏ

—ਗੁਰੂ ਗਾਬਾ

Title: apne aap to guwaach gaye || punjabi ghaint shayari