Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Maaf kijiye 🕊️🙌
Mujhme hazar khamiyan hai,
maaf kijye|| 🕊️
pr apne aaiyne ko bhi toh saaf
kijiye !!🙌
Title: Maaf kijiye 🕊️🙌
Vo haseen chehra || love hindi shayari
Socha na tha,
Vo haseen chehra khwabon se nikal kar deedar dega,
Na jane kitni shaamein guzar di is shaam ki khatir… ❤
सोचा ना था,
वो हसीन चेहरा ख़्वाबों से निकल कर दीदार देगा,
ना जाने कितनी शामें गुज़ार दी इस शाम की खातिर…❤
