Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Me apni raah alag || Hindi shayari
Main Apni Raah Alag Khud Banake Chalta hoon
Wo Aur Honge Jo Naqshe Qadam Pe Chalte Hain.
Rekhta Pataulvi
Title: Me apni raah alag || Hindi shayari
Zindagi mein ek baar pyar || Love Hindi shayari
Pyar jo sachmuch mein pyar hota hai,
Jivan mein kewal ek baar hota hai
Nigahon ke milte hi dil mil jaye
Esa zindagi mein ek baar hota hai🥀
प्यार जो सचमुच में प्यार होता है,
जीवन में केवल एक बार होता है,
निगाहों के मिलते ही दिल मिल जाये,
ऐसा ज़िंदगी में केवल एक बार होता है 🥀
