Skip to content

I don’t want her to stop playing || SO sad Hindi true lines

mujhe daphanaane se pahale mera dil nikaal kar use de dena,
main nahi chaahata ke vo khelana chhodh de….

मुझे दफनाने से पहले मेरा दिल निकाल कर उसे दे देना,
मैं नही चाहता के वो खेलना छोङ दे….

Before burying me take out my heart and give it to her,
I don’t want her to stop playing …

Title: I don’t want her to stop playing || SO sad Hindi true lines

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


salam ho ju ga || punjabi shayari sad

jo sade ware sochde a tu o khyal v bure ni
Ase pae gye ona raha te jithu mudna sokha nehi
Hun tu v sada pisha krna shde han deya
Ki pta kdu is dunya nu alhri salam hoju ga

Title: salam ho ju ga || punjabi shayari sad


Waqt || waqt hindi shayari

Ek waqt hi toh hai jo hamesha badal ta hai

Kitna bhi kosish karlo rukta nahi hai

Yeh kisika nahi hai gulam

Chhin ne pe aajaye toh le jaata hai sukh,chain aur aaram

Sab iske ishare par chalte hain

Jin hone manaa kiya woh jalte hain

Ye waqt kuch chhin ta hai,toh wapas bahut kuch deta hai

Jeene ka,hasne ka,pyaar karne ka phir se ek mauka deta hai

Khusiyon ki shaugaat,lamho ki baarat deta hai

Tute hue dil ke zakham ko marham deta hai

Aur pyaar karne waalon ko milne ka ek haseen mulaqaat deta hai

Title: Waqt || waqt hindi shayari