
Master it ! Peace of mind
guaranteed
Enjoy Every Movement of life!

…dil ki BAAT Wo najron SE baya Kar Gayi
Maine Dekha use aur Wo haa Kar gayi
Sab Najaare mere najron ke qabil na rahe
Nasheeli najron SE najane Wo kya Kar Gayi…..
Mere dil mein tumhare liye kitni mohobbat hai agar ye janna hai
To ekbaar apna dil mere dil par rakh kar dekho ❤️🥀
मेरे दिल में तुम्हारे लिए कितनी मोहब्बत है अगर ये जानना है
तो एकबार अपना दिल मेरे दिल पर रख कर देखो ❤️🥀