Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Ishq-e-Mohabbat
Tere saath Bitaya hua har pal mujhe Jannat ke barabar lagta hai
Mehsoos hua jo teri nazar se mujhe Ibadat ke barabar lagta hai
Kismat mai apna saath likha ho ya na likha ho
Tere Yaadon ki Daulat mujhe Viraasat ke barabar lagti hai
Title: Ishq-e-Mohabbat
Akhan ch saroor || love punjabi shayari || ghaint status
Takkni naal dil zakhmi karde
Akhan ch saroor e enna..!!🙈
Ik vaar dekha nazar na hatdi
Chehre utte noor e enna..!!😍
ਤੱਕਣੀ ਨਾਲ ਦਿਲ ਜਖ਼ਮੀ ਕਰਦੇ
ਅੱਖਾਂ ‘ਚ ਸਰੂਰ ਏ ਇੰਨਾ..!!🙈
ਇੱਕ ਵਾਰ ਦੇਖਾਂ ਨਜ਼ਰ ਨਾ ਹੱਟਦੀ
ਚਿਹਰੇ ਉੱਤੇ ਨੂਰ ਏ ਇੰਨਾ..!!😍

