Skip to content

Ik din yaad karenga tu || Sad status 2 lines

Ik din Yaad karenga tu
saadhi chahat nu
tad royenga tu badha

ਇਕ ਦਿਨ ਯਾਦ ਕਰੇਂਗਾ ਤੂੰ
ਸਾਡੀ ਚਾਹਤ ਨੂੰ
ਤਦ ਰੋਏਂਗਾ ਤੂੰ ਬੜਾ

Title: Ik din yaad karenga tu || Sad status 2 lines

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Tumhari yaadein || hindi shayari

kyu raatein guzarti nahi hai
kyu baatein sambhalti nahi hai
kyu aksar ye hota hai
ki tumhari yaadein zehen se utarti nahi hai ..❤️

Title: Tumhari yaadein || hindi shayari


khaamoshiyo kee aadat || Hindi tanhai shayari

intazaar kee aarazoo ab kho gayee hai,
khaamoshiyo kee aadat ho gayee hai,
na seekava raha na shikaayat kisee se,
agar hai to ek mohabbat, jo in tanhaiyon se ho gaee hai..

इंतज़ार की आरज़ू अब खो गयी है,
खामोशियो की आदत हो गयी है,
न सीकवा रहा न शिकायत किसी से,
अगर है तो एक मोहब्बत,
जो इन तन्हाइयों से हो गई है..

Title: khaamoshiyo kee aadat || Hindi tanhai shayari