Skip to content

Ik Dua meri || love shayari

Tu salamat rhe,
Eh he Dua🤲🏻 meri, mere moula magar.
Saada ki sajana,
Assi te tenu vekh hashde vashde aan..

ਤੇਰਾ ਰੋਹਿਤ…✍🏻

Title: Ik Dua meri || love shayari

Tags:

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Tumhari yaad || Hindi shayari || love shayari

Dinbhar tum yaad aati ho 😍
Har taraf tum hi tum nazar aati ho 🥰
Karte huye tumhe yaad meri ankhein bhar aati hai 🙃
Fir achanak tumhari tasveer meri ankhon ke saamne aa jati hai ❤️

दिनभर तुम याद आती हो😍
हर तरफ तुम -ही-तुम नज़र आती हो;🥰
करते हुए तुम्हे याद मेरी आंखें भर आती है;🙃
फिर अचानक तुम्हारी तस्वीर मेरी आंखों के सामने आ जाती है❤️

Title: Tumhari yaad || Hindi shayari || love shayari


Mera dard kam nahi || sad shayari

kya bataoon tumhe main apne dard k bare me…
sabkuch bta ke  v tum mera dard km ni kr skti..

Title: Mera dard kam nahi || sad shayari