Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Jo jiska Naseebo hota Hai || Hindi shayari || true lines
na koi kisi se door hota hai
na koi kisi ke kareeb hota hai
wo khud he chal ke aata hai
jo jiska nasib hota hai….😇
न कोई किसी से दूर होता है
न कोई किसी के करीब होता है
वो खुद ही चल के आता है
जो जिसका नसीब होता है 😇
Title: Jo jiska Naseebo hota Hai || Hindi shayari || true lines
Bewafai || two line shayari
Bewafai khata hai zamane mein ye farman sunaya jaye
Bewafa ke liye saza e maut ka kanoon bnaya jaye 💯
बेवफाई खता है जमाने में ये फरमान सुनाया जाए।
बेवफा के लिए सजा ए मौत का कानून बनाया जाए।💯
