Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tere naam apna har pal kardu || love hindi shayari
Kaho toh khwaab mukammal kardu,
tere naam apna har ek pal kardu.❤️
Mujhme duub kar tum kabhi nikal hi na pao,
kaho toh apne aap ko dal dal kardu… ☺️
कहो तो एक ख्वाब मुक्कमल कर दूं,
तेरे नाम अपना हर एक पल कर दूं,❤️
मुझमे डूब कर तुम कभी निकल ही न पाओ,
कहो तो अपने आप को दलदल कर दूं।☺️
Title: Tere naam apna har pal kardu || love hindi shayari
Apna Waqt Barbaad Karte Hain || waqt shayari hindi
Aksar Hum Apni Raat Yun Barbaad Karte Hain
Baith Ke Kisi Kone Me Unko Yaad Karte Hain
Unke Wapis Aane Ki Ummid Toh Chhod Di Kab Ki
Phir Bhi Na Jane Kyu Hum Apna Waqt Barbaad Karte Hain
